Raksha Bandhan : 100 + Raksha Bandhan Shayari In Hindi


Raksha Bandhan :-  Raksha Bandhan hamare desh me manaya jaane wala  bhai bahen ke pyar ka pavitra tyohar ya festival hai. Raksha bandhan ko rakhi ka tyohar bhi kahete hai. rakhi ke is tyohar me bahen apne bhaiyo ke kalayi par raakhi bandhti hai orbadle me bhai apni bahen ko kuch gifts dete hai or unki raksha ka waada karte hai ..or isiliye rakhi ke is pavitra bandhan ko raksha bandhan bolte hai.
                  
                                                         Raksha Bandhan Shayari
   
Namaskar Dosto !! rakhshabandhan99.blogspot.com blog me apka bahot bahot swagat hai ..yah blog puri tareh se raksha bandhan ke upar hai is blog me apko raksha bandhan se realeted sabhi topics mil jayege like ( ml blog ki taraf se Raksha bnadhan, Raksha bandhan shayari, rakshabandhan wishes,  Raksha Bandhan Shayari In Hindi ,happy raksha bandhan, raksha bandha 2018 , rakhi, rakhi image, raksha bandhan, raksha bandhan history ). And aj ke is article me raksha-bandhan4u.blogspot.com ki taraf se ap sabhi ko Raksha Bandhan : 100 + Raksha Bandhan Shayari In Hindi  ke article ko apke liye availble karaya gya hai..

raksha bandha shayari image, rakhi image,raksha bandhan images
Truth Behind Raksha Bandhan



Raksha Bandhan : 100 + Raksha Bandhan Shayari In Hindi 



Rishta hai janmo ka humara,
Bharoshe ka aur pyaar bhara,
Chalo…, isse bandhe bhaiya, rakhi ke atut bandhan main.

                                                   
                                                       RAKSHA BANDHAN SHAYARI


Suraj ki taraha chamakte raho,
Phoolon ki tarah mehakte raho,
Yahi duaa hai is behan ki aaj ki aap sada khush raho.
Behan ki taraf se bhai ko rakhi ki hardik shubhkamnaye!

                                          
                                                         Raksha Bandhan Shayari

mera bhai chand sa bhi pyara,Mera nahi suraj se bhi nayara .
Bhai ne diya itna pyaar, yhe jeevan maine us par waraa.
Maa ne diya jeevan magar, tumne he usse savara.
Rakahi ke din duaa hai meri, khushiyo se bhar jaye uska jaha sara.


                                                  RKASHA BAHANDAN SHAYARI


asman par sitare hai jitne,
Utni zindgi ho teri,
Kisi ki nazar na lage ,
Duniya ki har khushi ho teri.
Rakshabandhan ke din bhagwan se bas yahi duaa hai ,meri !
Rakshabandhan ka hardik abhinandan!

      Raksha Bandhan : 100 + Raksha Bandhan Shayari In Hindi 


khushnaseeb hai vo bhai,
 jiske sar par behan ka hath hota hai,
chahe kuch bahi halat ho yhe rishta humesha sath hota hai.
Rakshabandhan ki hardik shubhkamnaye!

                                                    
                                                        Raksha BandhanShayari

ladna jahgadna hai is rishte ki shan ,
Ruth kar manvana he tho hai is rishte ka maan ,
Bhai behano main basti hai ek duje ki jaan,
Karta hai  bahi pure behan ke armaan!
Raksha bandhan ki hardik shubhkamnaye…

7.preem se saja hai yhe din,
Kaise kate bahi tere bin,
Ab yhe muskaan bojh se lagti ahi ,
Tu aaja ab yhe saja nahi kati hai!


                         HAPPY RAKSHA BANDHAN




Meri kaali pe rakhi humesha saji rhe behna,
Jab jab dekhu, teri yaad aati rhe sadaa..
Phoolo ki tarha mahake zindgi teri..
Muskurahat tere chehre pe khilkhelati rhe behna…!

                                                RAKSHA BANDHAN Shayari

behan ka pyaar kisi duaa se kaam nahi hota ,
woh chache dur bhi ho to gam mhi hota ,
akasar rishte duriyon se feeke pad jata hai,
par behan bhai ka pyaar kabhi kaam nahi hota…!

                                                 RAKSHA BANDHAN SHAYARI
 
yaad aata hai akasar woh guzara zamana”
Teri meethi se aawaj me bhaiya khekar bulana,
Woh school ke liye subha mujhko jagaana,
Aayi hai rakhi lekar didi,
Yahi hai bahi behan ke pyaar ka tarana.
Raksha bandhan ki hardik shubhkamnaye..!

                                                      Raksha Bandhan Shayari

chandan ka teeka resham ka dhaga,
Sawaan ki sugandh baarish ki phuhar,
Bahin ki umeed behan ka pyaar,
Mubarak ho aapko “rakshabandhan ”ka tyohar .
Raksha bandhan ki hardik shubhkamnaye..!


                                                     Raksha Bandhan 2018              


raksha bandhan ke parve ki ,
Kuch aalag he baat hai,
Bhai behan ke liye,
Pavan preem ki saugaat hai,
Raksha bandhan ki hardik shubhkamnaye..!


                        Raksha Bandhan : 100 + Raksha Bandhan Shayari In Hindi

Rishta hum bhai bahan ka,
Kabhi mitha kabhi khatta,
Kabhi ruthna kabhi manana
Kabhi dosti kabhi jhgda
Kabhi rona aur kabhi hasna
Yeh rishta hai pyaar ka
Sabse alag sabse anokha.
                                           Raksha bandhan ki hardik shubhkamnaye..!

                                                       Raksha Bandhan Shayari
 Sath pale aur sath bhade hain
Khoob mila bachpan mein pyar
Bhai bhain ka pyar bhadane
Aaya rakhi ka tyohar
   
 
                                                              HAPPY RAKSHA BANDHAN

CHANDAN ki lakri foolon ka haar.
August ka mahina savan ki phuhar
Bhaiya ki kalai bahen ka pyar

                                                       HAPPY RAKSHA BANDHAN

Rang Birange Mausam main Sawan ki Ghata Chai
Khushiyon ki saugat lekar pyari behna aai
Bhai ke haton main saje rakhi se kalai
Sada Khush & Sukhi rahe Behan  Bhai

                                                      HAPPY RAKSHA BANDHAN


You May Also Like :-   

Dosti Full Form | Full form of dosti in hindi



Raksha Bandhan : 100 + Raksha Bandhan Shayari In Hindi Raksha Bandhan : 100 + Raksha Bandhan Shayari In Hindi Reviewed by Raksha Bandhan on August 03, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.